Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 2

Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 2



Mairy leyai to yai bhi azeyat ki bat the
Tujh ko bhi haal-e-Dil sunana parha

Poetry Pictures Images
Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 4

Os saadgi py kon na mar jayai A khuda
Larty hai aur hath mein talwaar bhi nahe


Wo chala gaya mujhy chor kar mai badal na paya aadatain
Osy sochna osy chahna maira aaj bhi maamol hai


Beemar han mai taire akheya da
Deedar karwa mein bach jaawa


Bas aik tu hi sabab tu nahe udaasi ka
Tarah tarah kai dil ko malaal hoty hai


Dil kyun kheencha jata hai os ki taraf A khuda
Kya os ny bhi mujhy hasil karny ki dua mangi hai


Bai as ki aankh sy tapaknai wala aansu
Kitni hi ibadato par foqeyat ly jata hai


Aajazi � minnat� khushAmad� iltija
Aur mein kya kya karun �. Mar jaun kya

Urdu Sad Poetry Pics

Muhabbat basa kai maire aankho mai
Saans saans ka mujhy muhtaaj kar de




Saaqi taire sharaab mein talkhi ki kami hai
Laa jam es mai dard-e-Muhabbat nachor do
Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 2 Reviewed by somi on March 07, 2018 Rating: 5

No comments:

All Rights Reserved by URDU VITAL POETRY © 2016
Designed by iTayyab

Contact Form

Name

Email *

Message *

Powered by Blogger.